Raza ki Zindagi mai is tarah Shamil Madeena hai Lyrics in Urdu
منقبت امام احمد رضا خان فاضلِ بریلوی رحمۃ اللہ تعالیٰ علیہ
رضا کی زندگی میں اس طرح شامل مدینہ ہے
رضا کی جان طیبہ ہے رضا کا دل مدینہ ہے
مدینہ چھوڑ کر جنت ملے یہ غیر ممکن ہے
ہزاروں جنت الفردوس کا حاصل مدینہ ہے
نہ کیوں سارے جہاں کے حسن کے جلوے سمٹ آئے
رخِ کونین پہ اک خوبصورت تل مدینہ ہے
بھنور خود ہی میری کشتی کی کرتا ہے نگہبانی
اسے معلوم ہے شاید میرا ساحل مدینہ ہے
مجھے دنیا کی رنگینی بھلا کیا روک پائے گی
میں جنت کا مسافر ہوں میری منزل مدینہ ہے
مدینہ گر نہیں ہوتا تو ہم بے موت مر جاتے
خدا کا شکر ہے کہ بیچ میں حائل مدینہ ہے
کسے جنت ملے گی کون جائے گا جہنم میں
جو رکھ کے تول دے میزاں پہ وہ عادل مدینہ ہے
شاعرِ اسلام اسد اقبال کلکتوی صاحب
✰✰✰
Raza ki Zindagi mai is tarah Shamil Madeena hai Lyrics in Hindi
coming soon
✰✰✰
Raza ki Zindagi mai is tarah Shamil Madeena hai Lyrics in English
Raza ki Zindagi mai is Tarah Shamil Madeena hai
Raza ki jaan Taiba hai Raza ka Dil Madeena hai
Madeena Chhod kar Jannat mile ye Gair Mumkin hai
Hazaro'n Jannatul Firdous ka Hasil Madeena hai
Na Kyu Saare jahan ke Husn2ke Jalwe Simat aaye
Rukhe Kaunain pe ek Khoobsurat Til Madeena hai
Bhanwar khud hi meri kashti ki karta hai Nigahbani
Use Maloom hai Shayad mera Saahil Madeena hai
Mujhe duniya ki rangeeni bhala kya rok payegi
Mai Jannat ka musafir hu Meri manzil Madeena hai
Madeena gar nahi hota to Hum be maut mar jate
Khuda ka Shukr hai ki Beech mai Haail Madeena hai
Kise jannat milegi kaun jayega jahannam mai
Jo rakh ke Taul de meezan pe woh Aadil Madeena hai

आप सभी से निवेदन है कि सही कमेंट करें, और ग़लत शब्दों का प्रयोग ना करें