Jo bhi dushman hai mere Raza ka lyrics in Urdu
جو بھی دشمن ہے میرے رضا کا
جل رہا تھا، جلا ہے، جلے گا
مسلکِ اعلی حضرت کا نعرہ
لگ رہا ہے ہمیشہ لگے گا
دودھ مانگو گے ہم کھیر دیں گے
ورنہ باغی کو ہم چیر دیں گے
سنیوں سے نہ لے کوئی پنگا
ورنہ پنگا یہ مہنگا پڑے گا
بغض و کینہ کا چشمہ لگا کر
نجدیوں نے لکھا جو چھُپا کر
عام حضرت سے تو بچ گیا ہے
اعلیٰ حضرت سے کیسے بچے گا
عشقِ احمد کا مفہوم کیا ہے
نجدیوں تم کو معلوم کیا ہے
اعلیٰ حضرت کے پیکر میں دیکھو
عشقِ احمد کا جلوہ ملے گا
وہ رضا کا گھرانہ ہے پیارے
علم کا کارخانہ ہے پیارے
اُن کے تَکسال میں جو ڈھلے گا
علم کا اک ہمالہ بنے گا
مصطفیٰ کی عنایت سے پیارے
غوثِ اعظم کی برکت سے پیارے
اہلسنّت کے بازار میں اب
اعلیٰ حضرت کا سکّہ چلے گا
غوث و خواجہ کی بے شک عطاء ہے
ہند میں ایک احمد رضا ہے
اہلسنّت کا جو مُقتَدٰی ہے
وہ بریلی میں تم کو ملے گا
شاعرِ اسلام اسد اقبال کلکتوی صاحب
✰✰✰
Jo bhi dushman hai mere Raza ka lyrics in Hindi
coming soon
✰✰✰
Jo bhi dushman hai mere Raza ka lyrics in English
Jo bhi Dushman hai mere Raza ka
Jal raha tha, Jala hai, Jalega
Maslake Ala Hazrat ka Ma'azrat
Lag raha hai Hamesha lagega
Doodh mangoge hum kheer denge
Warna Baghi ko Hum cheer denge
Sunniyon na le koi panga
Warna panga ye Mahenga padega
Bugz o keena ka Chashma laga kar
Najdiyo'n ne likha Jo chupa kar
Aam Hazrat se to bach gaya hai
Ala Hazrat se Kaise bachega
Ishq e Ahmad ka Mafhoom kya hai
Najdiyo'n tumko maloom kya hai
Ala Hazrat ke paikar mai dekho
Ishq e Ahmad ka jalwa milega
Woh Raza ka Gharana hai pyare
ilm ka karkhana hai pyare
Unke taksaal mai jo dhalega
ilm ka ek himala banega
Mustafa ki Inayat se pyare
Gaus e Azam ki Barkat se pyare
Ahle Sunnat ke Bazar ma ab
Ala Hazrat ka Sikka chalega
Gaus o Khwaja ki Beshak ataa hai
Hind mai ek Ahmad Raza hai
Ahle Sunnat ka jo muqtada hai
Woh Bareilly mai tumko milega
Jal raha tha, Jala hai, Jalega
Maslake Ala Hazrat ka Ma'azrat
Lag raha hai Hamesha lagega
Doodh mangoge hum kheer denge
Warna Baghi ko Hum cheer denge
Sunniyon na le koi panga
Warna panga ye Mahenga padega
Bugz o keena ka Chashma laga kar
Najdiyo'n ne likha Jo chupa kar
Aam Hazrat se to bach gaya hai
Ala Hazrat se Kaise bachega
Ishq e Ahmad ka Mafhoom kya hai
Najdiyo'n tumko maloom kya hai
Ala Hazrat ke paikar mai dekho
Ishq e Ahmad ka jalwa milega
Woh Raza ka Gharana hai pyare
ilm ka karkhana hai pyare
Unke taksaal mai jo dhalega
ilm ka ek himala banega
Mustafa ki Inayat se pyare
Gaus e Azam ki Barkat se pyare
Ahle Sunnat ke Bazar ma ab
Ala Hazrat ka Sikka chalega
Gaus o Khwaja ki Beshak ataa hai
Hind mai ek Ahmad Raza hai
Ahle Sunnat ka jo muqtada hai
Woh Bareilly mai tumko milega
✰✰✰
आप सभी से निवेदन है कि सही कमेंट करें, और ग़लत शब्दों का प्रयोग ना करें