Aandhiyon mai bhi jala hai Maslake Ahmad Raza lyrics in Urdu
آندھیوں میں بھی جلا ہے مسلکِ احمد رضا
وہ چراغِ مصطفٰی ہے مسلکِ احمد رضا
شمعِ دینِ مصطفیٰ ہے مسلکِ احمد رضا
یعنی احمد کی رضا ہے مسلکِ احمد رضا
کس میں ہے محبوبیت اور کس میں ہے مردودیت
دور سے پہچانتاہے مسلکِ احمد رضا
عاشقانِ مصطفیٰ کی انگلیاں پکڑے ہوئے
سوئے جنت لے چلاہے مسلکِ احمد رضا
مسلکِ احمد رضا کوئی نیا مسلک نہیں
خلد والا راستہ ہے مسلکِ احمد رضا
مسلکِ احمد رضا پہ حرف آسکتا نہیں!
بوحنیفہ کی عطا ہے مسلکِ احمد رضا
حضرتِ نوریؔ میاں کا قولِ فیصل دیکھیے
میرے گھر کا بھی دِیا ہے مسلکِ احمد رضا
آپ برکاتی گھرانے میں تو چل کر دیکھیے
بچہ بچہ بولتاہے مسلکِ احمد رضا
وہ درِ غوث الوریٰ سے خواجۂ اجمیر سے
لاکے سب کو جوڑتاہے مسلکِ احمد رضا
نجدیو! عشقِ شہنشاہِ مدینہ کے سِوا
تم سے کیا کچھ مانگتاہے مسلکِ احمد رضا
نغمۂ عشقِ رسالت کے وسیلے سے اسدؔ!
روح کو گرما رہاہے مسلکِ احمد رضا
شاعرِ اسلام اسد اقبال کلکتوی صاحب
✰✰✰
Aandhiyon mai bhi jala hai Maslake Ahmad Raza lyrics in Hindi
coming soon
✰✰✰
Aandhiyon mai bhi jala hai Maslake Ahmad Raza lyrics in English
Aandhiyo'n mai bhi jala hai Maslake Ahmad Raza
Woh Chirage Mustafa hai Maslake Ahmad Raza
Sham e Deene Mustafa hai Maslake Ahmad Raza
Ya'ani Ahmad ki Raza hai Maslake Ahmad Raza
Kis mai hai Mahboobiyat or Kis mai hai Mardoodiyat
Door se Pehchanta hai Maslake Ahmad Raza
Aashiqane Mustafa ki Ungliyan Pakde huwe
Sue Jannat le chala hai Maslake Ahmad Raza
Maslake Ahmad Raza koi naya Maslak nahi
Khuld wala Rasta hai Maslake Ahmad Raza
Maslake Ahmad Raza pe Harf aa sakta nahi
Bu Haneefa ki Ataa hai Maslake Ahmad Raza
Hazrate Noori Miyan ka Qaule Faisal Dekhiye
Mere Ghar ka bhi Diya hai Maslake Ahmad Raza
Aap Barkaati Gharane mai to Chal kar dekhiye
Bachcha Bachcha bolta hai Maslake Ahmad Raza
Woh Dare Gausul wara se Khwaja e Ajmer se
Laake Sabko jodta hai Maslake Ahmad Raza
Najdiyo'n Ishq e Shahenshah e Madeena ke Siwa
Tumse Kya kuch Maangta hai Maslake Ahmad Raza
Nagma e Ishq e Risalat ke Waseele se Asad
Rooh ko Garma raha hai Maslake Ahmad Raza

आप सभी से निवेदन है कि सही कमेंट करें, और ग़लत शब्दों का प्रयोग ना करें